🌿 New Suzuki Access 125 Launch – Nayi TFT Screen Aur Eco-Friendly Engine Ke Saath! πŸ›΅

New Suzuki Access 125 Suzuki Motorcycle India ne apne sabse popular scooter Access 125 ka 2025 model launch kar diya hai – aur is baar yeh scooter sirf stylish hi nahi, Updated aur environment-friendly bhi ho gaya hai. 😍

πŸ’Έ Price & Variant Bhi Jaan Lete Hai

Naya variant ka naam hai Ride Connect TFT, jiska ex-showroom price hai β‚Ή1.02 lakh (Haryana). Yeh variant ab tak ka sabse advanced version hai, aur yeh existing Ride Connect model se lagbhag β‚Ή7,000 zyada mehenga hai. Lekin jo features milte hai, wo es price ko satisfied karta hai.

πŸ–₯️ 4.2-inch TFT Screen Ke Saath

Iss naye scooter ka sabse bada highlight hai iska TFT instrument console. Pehli baar Suzuki ne apne scooter mein itni advanced screen di hai. Yeh screen sirf stylish nahi balki kaafi functional bhi hai and bahut kam ki bhi hai.

πŸ”Ή Bluetooth Connectivity – Phone pair karo aur call/sms notifications pao
πŸ”Ή Turn-by-Turn Navigation – Ab raste mein bhatakne ka sawaal hi nahi
πŸ”Ή Weather Updates – Barish ka chance ho toh pehle hi pata chal jayega
πŸ”Ή Fuel Indicator – Fuel ke sabhi updates milte hai
πŸ”Ή Smartphone Battery Indicator – Phone ki charge status bhi dikhata hai
πŸ”Ή Clock & Modes – Day/Night display modes

Yeh features urban commuters ke liye bahut helpful honge – specially agar aap daily office jaate ho ya weekend rides karte ho.

🎨 Naya Colour – Pearl Mat Aqua Silver

2025 model ke saath Suzuki ne ek naya colour introduce kiya hai β€” Pearl Mat Aqua Silver. Aur existing colours ko kuch es prakaar update kiya gya hai β€” 

1. Metallic Mat Stellar Blue
2. Pearl Grace White
3. Solid Ice Green
4. Metallic Mat Black No. 2

Design aur style ke maamle mein yeh scooter ab aur bhi zyada premium aur modern lagta hai.

πŸ› οΈ Engine Me Ka Change hua

New Suzuki Access 125
New Suzuki Access 125

Suzuki ne is baar environment friendly riders ke liye bhi socha hai. New Suzuki Access 125 ka engine ab latest OBD-2B emission norms ke according hai, jo Bharat mein pollution control ke liye naye standards hai.

πŸ”§ Engine Specifications 

  • 125cc, single-cylinder, air-cooled engine
  • Power: 8.3 bhp @ 6,500 rpm
  • Torque: 10.2 Nm @ 5,000 rpm
  • Transmission: CVT (Continuously Variable Transmission)

Iska matlab hai achi performance, better fuel efficiency aur kam emissions – jo environment ke liye bhi acha hai. 🌱

πŸ”„ Mechanically Kya Kya Same Hai?

Engine aur frame mein koi major mechanical change nahi hua hai. Yeh scooter abhi bhi reliable, lightweight aur easy-to-ride feel deta hai, jo New Suzuki Access 125 ko popular banata hai.

πŸ›΅ Suzuki’s Scooter Model Mein Aur Kya Naya Hai?

🟒 Avenis Special Edition

  • Colour: Metallic Matte Black No. 2 + Matte Titanium Silver (dual-tone)
  • Price: β‚Ή94,000

πŸ”΅ Burgman Street EX

  • Colour: Metallic Matte Stellar Blue
  • Price: β‚Ή1,16,200

Dono scooters bhi naye look aur better features ke saath aa rahe hain, lekin agar aapko classic look ke saath modern tech chahiye – Access 125 TFT Ride Connect variant best option hai.

🏍️ Hayabusa Fans Ke Liye Update!

Suzuki ne apni superbike Hayabusa ko bhi refresh kiya hai. Ab yeh bhi OBD-2B compliant ho chuki hai – aur naye colours mein milti hai.

🎨 Metallic Mat Steel Green + Glass Sparkle Black
🎨 Glass Sparkle Black + Metallic Mat Titanium Silver
🎨 Metallic Mystic Silver + Pearl Vigor Blue

🌏 Eco-Friendly Move by Suzuki – Scooter Bhi Smart, Planet Bhi Safe

2025 Suzuki Access 125 ek smart commuter hone ke saath-saath ek eco-friendly option bhi ban chuka hai. Aapko milta kya kuch hai-

βœ… Stylish look
βœ… Advanced tech features
βœ… Reliable performance
βœ… Lower emissions with OBD-2B compliance

Yeh scooter un logon ke liye perfect hai jo daily ride mein comfort aur style chahte hain, aur environment ke liye bhi sochte hai.

Toh doston, kaisa laga aapko New Suzuki Access 125?

Comments mein batayein aur post ko share karna na bhoolen! πŸŒΏπŸ›΅

Read More

Leave a Comment